ITR 1 file karne se pahle savdhan kahin aap galat to nahin Bhar rahe hai
Namaskar doston aaj main yah kaise topi per news laya hun jisse sabhi logon ke man mein dar rahata Hai ki kahin mein mere Ghar per notice nahin a jaaye Main to salary hun ITR 1 form number karta hun ISI ko dekhte hue log galat ITR file kar dete hain aur FIR bad mein unko pareshani ka Samna karna padta hai log sochte Hain ki Main to salary wala hun mujhe to ITR 1 hi barna hai lekin niyam Toda isase alag hai ITR file bharane ka mukhya uddeshy Sarkar ko aapki kamai ki jankari dena hai taki bad mein yah TDS dwara aapko refund Mil jata Hai Aapko ye Janna bahut jaruri hai ki kin sthitiyon mein ITR 1 nhi barna hai ° Yadi aapane share market ya mutual fund bechkar short Trump capital kamaya hai ° yadi aapka long term capital 1.25 lakh se upar jata hai ° yadi aapane jameen bechi ya koi plot becha ya gahne beche koi bhi fund becha jismein aapko profit hua. ° ya aapki kamai freelancer ya business Se Hui to aapko ITR 1 nhi barna hai ° aapane indrated ...